hi Dev
gud evng 
 
  
 aaj is waqt ki is aandhi ko guzarne do
jara gubaar chhatne do
fir karenge jindagi ka faisla jara tufaan
ko to thamne do 
yaaden unki dilmen sajha kar kuchh pal 
bahaar ka khwaab dekhne do
kuchh pal tanhayi ke haseen khwaboki 
taabeer banne do
wo bewafa hai to kiya huwa hamen hamaari 
wafa par to jine do
rehti sanso tak wafa karne ki qasam khayi hai
mujhe meri wafa aajmane do