This is for my loving sis

Hijr-e-yaara na sataa bewajah:heart:

Ban gaya tu kyun wajah bewajah :shy:
:heart: Dil se keh waqt rukh ja pagal


Chal pada karne yeh wafaa bewajah


Main usse bhool chuka bhool chuka

:heart:Baat ye dil na badha bewajah


Naam lene ka iraada bhi na tha:P

Chal pada zikr tera bewajah:L

Unse milne ki wajah koi nahi:smile:
:(Dhundhta kyun hai wajah bewajah:(
:heart: Hijr-e-yaara na sata bewajah :heart:

Ban gaya tu kyun wajah bewajah:)