kiya karain ..ke mann apna puraana paapi hai..
saara masla...to...dil ka hi hai na janaab...
agar is ko hi bhool gaye to ...sab khatam
waise

aap ki HoSla afzaayi ke liye ...
shukriya ......flower cards .....
go ke ...phool kaaghaz ke hain ...
par ise dekh kar ...aaNkhoN main khushboo si outar aati hai ....