jb apse 1st tym bat hui toh mari lyf toh aus din start ho gai ti, esa lgta tha koi hai jo mera sath lyf bitana chahta hai, n muja b ek aim mil gaya tha ji muja apne partner ko happy rakhne k lia kuch karna hai ki main hamesha ause kush rakh sakun.... N main kar b raha tha yahin sb par dhira dhira tym bitne ka sth ap muse bat kam karne lage muja dar lagne laga yar khin maine kho toh nai dia apko
