di muje kya malu k tum usse bhala bura bolne wali ho mene to bs dekne bola tha u ko but bichara baccha dar gaya tumse :p :p uska tune hi change ho gaya directly :p :p
di mystery ka gb to theek hai but neutron ki gb dekho...neutron ki gb nath bigad raha hai di ye nir ko na koi kaam nai ha aaise ghisi piti gb hi sign karta hai :p last wala to aacha tha but last to last wala kuch aacha nai tha :p :p
di kaisi ho me theek hu . N chugli ki potli di jane do yaha nai late rply k wajase sab feeling bikhar jate hai yaha :p aur sunao di tumne diwali me kitna weight gain kiya?? n apna weight kam kiya ya nahi?? :p :p