baite baite tumhare samaan chadi ghumane se kaam thodi naa hotha hai mera. Mehnat, intelligence, aur upar wale ki aashirwad se mera kaam hotha hai. Tumhara kya waise bhi khoobsurat ladkiyon ke kaam badi aasaani se ho jaatha hai. usme bhi tum pari ho kya dekhna jiski jaisi kismat. Jalan mat samajhna haqueequat hai ye.
naam kahan joda .Naam jodne ke liye main kya pandit hu kya? saath udne ki baat kiya.Waise tumhare pankh aur mere pankh me zyada difference nahi hai.Waise kitna length honga tumhare wing span?