chalo aaj sr tho kal kya?
aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
main pal do pal ka pakshi hoon. Pal do pal meri kahani hai
oye pari tumne comment me yebheja ki main kaunsi khet ki muli hoon mujhe patha hai ki nahi.
Ans> Mujhe patha nahi ki my muli hoon,Aaj thak ke main apne aap ko pakshi samajh raha tha,Lekin agar my muli hoon tho thum kya ho pari...tamatar?
aise kaise itni jaldi goodnight abhi raat bakhi hai mere dost. horror film din me nahi raat me dekhna hai. hihihihihahahaha
main chala issey zyada mujhe kuch nahi sunna hai
dekh pari ek deal picture main le chalunga. darr,darna mana hai. darna zaroori hai.chalengi kya
♥ Ho gayi shaam kisi ke intejar mein,
Dhal gayi raat usi ke intejar mein, ♥
♥ Fir hoga sawera usi ke intejar mein,
Intejar ki aadat pad gayi hai intejar mein…
ye sab main nahi likhtha sirf padtha hoon dusre ke guest book me jaakar. knowledge badane ke liye
waise darawni picture mere saath chalne ke baare mein kya khyal hai?
accha hua tumne yeh nahi pucha ki yeh jackie naam kisne rakha hai phoenix karke
hey naam chahe pyar ho ya gussa ek hi hotha hai. Agar mood ke hisab se naam change ho tho usey naam nahi kehthe. usko badnaam kehthe hai mera matlab badaltha hua naam badnaam
mera naam phoenix hai log mujhe pyar se jackie kehthe hai
picture darawni hongi. waise main khandani hoon isliye pehle hi batha detha hoon ki darne wale scene me tum ??????????
bilkul teekh pehchana main tumhare samaan show ke liye pankh thodi na rakha hoon main pagal nahi hoon khud ke pankh se udne ke liye.20 years ke loan mein liya hoon. Kaafi unchi udaan bartha hoon jisme pankh ko kaafi nuksan hotha hai tumhare samaan nahi show ke liye mor pankh
pari yaar chal picture dekhne chal
pari tumhara boss koi hai. (likhi na apni marzi ki malkin karke)Fir naukri paani hai ya nahi. kyon ki pankh tumhari khud ki hai?