Tamana le k ulfat ki mere aangan mein wo aya,

:(
MOHABBAT Rog hai Dil ka Usay ye main ne samjaya,:(
Kaha us ne Mohabbat kar shareek-e-Gham bana MUJH ko,:(:(
Karon ga Main Zamany ki
khushi se Aashna TUM ko,!:(:(
Hua Majboor main yaro kiya Iqraar ulfat ka,!:(:(
Laga di JAAN ki bazi
samaj kar khail Qismat ka,!:(
Hui Maloom phir Uski haqeeqat ye Zamany se,:(:(
Usay taskeen milti hai Kisi ka DIL dukhanay se..!:(:(