Pls gud bye nai. tumne ek din dekha jab mane wait nai kiya... Pahle sab bhul gayi... Kal bhi kiya tha wait 11 tak... Jab lga ke ab nai aaogi tab he gya tha m..
Ab akele akele yha m kab tak wait karta. Nend aa gayi fir.. jab tum nai aai thi m wait kiya tha na.. Or mujhe lga tum nai aaogi tbhi gya... sryyyy :mad: