Teri aankhon ki namkeen mastiyan Teri hansi ki beparwaah gustakhiyaan Teri zulfon ki leharaati angdaiyaan Nahi bhoolunga main Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan Tera haath se haath chhodna Tera saayon se rukh modna Tera palat ke phir na dekhna Nahin maaf karunga main Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan Baarishon mein bedhadak tere naachne se Baat baat pe bewajah tere roothne se Chhoti chhoti teri bachkani badmashiyon se Mohabbat karunga main Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan.. Tere jhoothe kasme vaadon se Tere jalte sulagte khwabon se Teri be-raham duaaon se Nafrat karunga main Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan
.. sun soniye sona sona tera dil h bada chulene de dil dil mera dil kehraha sil jane de sil jane de jiya se jiyaaa mil jane de tune mana h na muj ko piyaaa dil