
Happy friendship day


gud morning all


Hasee chupaana kisi ko gawara nahi hota,
her musafir jindgi ka sahara nahi hota,
milte hai log is tanha jingi me per,
har koi dost tumsa payara nahi hota..
`
mulakaat maut ki mehmaan ho gayi hai…
Nazar ki zindigi sunsaan ho gayi hai….
Ab meri saans bhi meri nahin rahi….
Ye Zindagi aapki dosti par kurbaan ho gayi hai…
