Koi to bat hai jo tum hamse kahna nahi chahti or bina kahe rahna bi nai chahti kah do ek bar dost hamko tumse pyar nahi hai or tumahri taraf kabi dekhna bi nahi chahti
'Humain ansu se zakhmo ko dhodna nahi aata, milte hai khushi to use khona nahi aata, sah lete hai har gum hass ke, to log kahte hai ke humain rona nahi aata.'
'Ishq ki shuruwat nigaho se hoti hai, Saja ki shuruwat gunaho se hoti hai, Kehte hai ishq bhi ek gunah hai, Jis ki shuruwat 2 begunaho se hoti hai..!!'