Na tane khabar pdi na mane khabar pdi,
K hu prem ma padyo k tu prem ma padi,
Karan kai nai 2 aakh ladi,
Hu prem ma padyo k tu prem ma padi.
Ha kaheso to swikar karis,
Na kaheso to mahenat kris,
Pn jyare tamara layak banis,
Tyare fari offer karis,
Pn prem to tamne j karis
What is LOVE?
L-Levani nahi kaik aapvani bhavna
O-Ochhu medavi vadhu tyag karva ni bhavna
V-Vishwas atut hovani bhavna
E-Ek thava ni bhavna.
Tari CHAHT mein gadhi meri har SHAAM thi,
Mere DIL se nikli hui har DUA tere NAAM thi,
Ab mujhko ILZAAM na do BEWAFAI ka,
Mere HATHOON ki LAKEEROON mein WAFA AAM thi,
QADAR pucho us se jo krtey hain MOHABAT ki POOJA,
Sirf tere SHEHAR mein MOHABAT meri BADNAAM thi,
Apni JAAN ka NAZRANA kese krtey paish tujhko,
Tere ISHQ mein har SAANS jo meri NEELAM thi,
Kesey CHHOR detey TANHA ZINDAGI k SAFAR mein,
Tere baghair to meri ZINDAGI GUMNAAM thi.
Attendence..
Pappu
Yes Sir
Bablu
Yes Sir
Tinku
Yes Sir
Ullu
??
Ullu
??
Ullu
Button dabana band kar,
teri baari hai,
attendence lagwa
Main nay pocha AQAL kia hoti hai?
Aasman ne kaha: Bohut buland hoti hai
Sagar ne kaha: bohut gehri hoti hai,
Aap ne kaha:
AQAL
Hain, woh kia hoti hai? :-)
Suno
Mehsoos karo
Badal ki garaj
Bijli ki chamak
Barish ki ek ek boond
Tumse
Cheekh cheekh ker kah rahi hai
?
?
?
?
“NAHA LO”
EID Bohut door hay

Ek aadmi apni biwi ka antim sanskar kar ke,
Ghar ja raha tha ke achanak bijli, Chamki, Badal garje,
Zor se barish(rain) shuru hoi,
Aadmi bola lagta hai pahunch gai.
Suna hai keh ap ki 1
smile par Log martay hain,
So keep smilling….
To
reduce …
Population

.
Badnam Zamane main Mohabbat Nahen Karte,
Dil Waly Tu Dushman Se Bhi Nafrat Nahen Karte,
Ek Bar Jisy Chaha Sada Uss K Rahe Phir,
Ham Log Amanat Main Khianat Nahen Karte,
Tanhai Main Karlete Hain Yaad Aansoo Baha Kar,
Zahir Kabhi Ham Apni Ebadat Nahen Karte,
Waqt Aane Par Maaloom Yeh Ho Jaiy GaTum Ko,
Ham Sirf Dekhawe Ki Mohabbat Nahen Karte,
Lekhte Hain FAQAT Ek Tumhare Liy Ghazlain,
Har Shakhs Pe ham Aise Enayat Nahen Karte..
Dukh dard ke maaron se mera zikar na kerna…
Ghar jao to yaaron se mera zikar na kerna…
Woh zabt na ker payenge aankhon ke samandar…
Tum raah guzaron se mera zikar na kerna…
Phoolon ke nasheman mein raha hoon mein sada se…
Dekho kabhi khaaron se mera zikar na kerna…
Shayad ye andhere hi mujhe raah dikhayein…
Ab chaand sitaron se mera zikar na kerna…
Woh meri kahani ko galat rang na de dein…
Afsana nigaaron se mera zikar na kerna…
Shayad woh mere haal pe besakhta rodein…
Is baar baharon se mera zikar na kerna…
Le jayenge gehrayi mein tum ko bhi baha ker…
Darya ke kinaron se mera zikar na kerna…
Woh shakhs mile to usey har baat batana…
Tum sirf isharon se mera zikar na kerna…
Kia hai jo pyar to chupate kion ho
Mehfil mein mera naam dohrate kion ho
Jal rahay ho mere pyar ki bhatti mein
Phir hijar ka dard cupate kion ho
Khuwabon mein bhi agar iqrar nahi
To khuwaboon mein phir aate kion ho
Nazrain mila ke sharma jate ho jo
Nazrain hum se milaate hi kion ho
Maan lo! ke dil hamain de baithay ho
Aag ko ab baraf batate kion ho
Chalo keh do tumhain se pyar nahi
yeh kehne se phir ghabratay kion ho
Kabhi Aansoo Kabhi Khushboo Kabhi Naghma Bankar
Hum Say Her shaam Mili Hai Tera Chehra Bankar
Chand Nikla Hai Teri Aankh K Ansoo Ki Tarah
Phool Mehkay Hain Teri Zulf Ka Saya Bankar
Meri Jaagi Huyi Raaton Ko Usi Ki Hai Talash
So Raha Hai Meri Ankhon Main Jo SapnaBankar
Dil Kay Kaghaz Par Utarta Hai Jo SheronKi Tarah
Meray Hontoon Pay Machalta Hai Jo Naghma Bankar
Raat Bhi aaye To Bujhti Nahin Chehray Ki Chamak
Rouh Main Phail Gaya Hai Woh Ujala Bankar
Mera Kya Haal Hai Yeh Aakay Kabhi dekh To Lay
Jee Raha Hoon Tera Bhoola Hua Vada Bankar
Dhoup Main Kho Gaya Woh Haath Chhura Kar
Ghar Say Jo Saath Chala Tha Mera Saya Bankar
Kabhi Aansoo Kabhi Khushboo Kabhi Naghma Banker
Hum Say Her Shaam Mili Hai Tera Chehra Banker
Dil ki aawaz ko izhaar kehte hain,
jhuki nigah ko iqrar kehte hain,
sirf paane ka naam ishq nahin,
kuch khone ko bhi pyar kehte hain
Mom batti k ander ka dhaga bola,
Main jalta hoon to tu kyon pighalti hai?
Mombati boli,
Jisko dil mein jaga di,
woh bichray to ansu to niklainn gey hi.
Tum Tub Tuk Pyaar Se Pyaar Mut Karo Ki
Pyaar Tum Se Pyaar Na Kare
Pyaar KoItna Pyaar Karo Ki
Pyaar Kisi Aur Se Pyaar Na Kare?
Saans lene se bhi teri yaad aati hai,
Har saans mein teri khushboo bas jati hai,
Kese kahoon ki saans se main zinda hoon,
Jab ki saans se pehle teri yaad aati hai
Deeiray dheeray dil main utarta jata hai koi,
Mujh ko MAIRI JAAN bulata hai koi,
Main toot ke bikhar jaon, ye mumkin nahi,
Boht piyar se sath apne mujhe sulata hai koi.......
m f9 piya sis.ap kese o?

kysi hu?dear hv a great day