Dur jana aur paas ana ye to zindagi ki niyti hai hum ise nai rok sakte aur jo insan face dekhkar pyar karta hai wo pyar nai attraction hota hai pyar to do atma ka milan hai dil se hota hai

Nidhi to meri kismat me basant ki tarah ayi aur patjhar ki tarah chali gayi par zindagi yaha nai rukti na agar mai bi mar jata to meri family ko kaun dekhta isliye aj bi zinda hu par ab ap ko kabi nai bhul payunga