OS ki hawa laggayee kya chay kaun pilayega popcorn kaun khilayega kamathi hai na saal ka kithne bathaya 9.6 lakhs close to 1 million inr, kya karthi hai itne paise ko.
spelling teekh likha raha tho yeh confusion nahi hotha, teekh hai gaay humari maatha aur saaand humari pitha aur kis kis rishtedaron ko yhan vula rahi che bula rahi likhna tha
gaana kal tha aaj nahi jo kal mera gaana tha aaj kisi aur ka hai kal kisi aur ka ho jayega yeh main nahi keh raha yeh hai geetha ka gyan yeh hai geetha ka gyan ab yeh puch ke tauheen mat karo ki geetha kaun hai