chul phr theek hai koi nae jo nhi hai purani he koi suna dy phr
kch to naya ho ga na dadpotr
ma b dadpotr g fit fat hu moj ma hu sakoon he sakoon hai kisi cheez ki tention nhi allah ka shukr hai aur suna kya nai tazi hai
han g dadpotr g sunao kya hal hai kya ho rha hai roza kaisa ja rha hai aur kya naiu tazi hai aur baqi sb chachu kaisy hain