1 Larki ki 5 Crore ki Lottery NikliCompany ne Socha Achanak Bataya to Larki Khushi se Mar sakti haiCompany ne ek Baba ko Ye KAam diya k Aese Batao k Wo Khushi se Mar Na JayeBaba ne Ja k Us Larki ko Bola:"Farz karo Aap ka 5 Crore ka Inaam Nikle to Aap Kya Karo gi?"Larki: Aap k Samne Dance Karun gi,Aap se Pyaar Karun gi,Shaadi kar lun giYehi nahi Aadha Inaam bhi de dun gi...!Sala Baba hi Khushi se Mar gaya...hahahaha?...