ek ladki k liye ap hum sbko shod rahe hai apse ye ummid ni thi

kaha gaya o varun jo kehta tha ki mai apne behne aur dosto ko kbi shdke ni jaunga

koi bt ni yaha sb nakli mukhota pehen k ate hai to apne b wahi kiya koi bt ni ye to os ki schayi hai koi kisika sath nibhane ka wada to karta hai per nibhata koi ni thnx apna mukhota jaldi hatane k liye

ap b hamesha khush rehna Allah apki har murad puei kare