kaam na aayega duniya ka mela
aaya hai akela aur tu jayega akela
Tu jo kahe ke main hoon jhooti hai baat teri wohi banane wala wohi mitane wala
laakhon dinon main apne do din na bhoolna ek din wo aane wala ek din ye jane wala
jeevan bahega jaise pani ka raila
aaya hai akela aur tu jayega akela
