Koi rishta naya ya purana nahi hota,
Zindagi ka har pal suhana nahi hota,
juda hona to qismat ki baat hai,
par judai ka matlab bhulana nahi hota…
			
			
			 
		
			
			
			Us se Pyar Hua Jise Hum kabhi Pa Na Sake,
Jiski Baato Ko Hum Kabhi Bhula Na Sake,
Dil Lagaya Aur Lagakar Tod Diya Usne,
Jise Bhulana Chaha Par Hum Bhula Na Sake,
Apani Kasam Dekar Usne Hume Majboor Kar Diya,
Mujhe Khush Rakhne Ke Liye Khud Se Dur Kar Diya,
Humari Chahat Ko Kabhi Usne Samjha Hi Nahi,
Aur Hum The Ki Unke LiyeApno Ko Hi Chhod Diya…
			
			
			 
		
			
			
			jab rulana hi tha tujhe tu phir hsaya kyo sath reh kar bhi hai juda tu pass aaya kyo kyo yaqeen uth gya dil say kahe wafaoun ka pyar mehsoos kyo honay laga gunahoun sa aaya apnay beech main kisi ka saya kyo jab roolana he tha tujhay tu phir hansaya kyo sath reh ker bhi hay juda tu pass aya kyo kyouajnabi ki trah ham say peesh aata hay chand lamhay bhi hamain tu na day pata hay aaise kia hum nay ki khata hamain sataya kyo jab rulana he tha tu phir hansaya kyo sath reh ker bhi hay juda tu pass aaya kyo kyo ajnabi ki trah ham say peesh aata hay chand lamhay bhi hamain tu na day pata hay aaise kia hum nay ki khata hamain sataya kyo jab rulana he tha tu phir hansaya kyoun sath reh ker bhi hay juda tu pass aaya kyo.
			
			
			 
		
			
			
			Bejaan Dil Ko Bejaan Dil Ko Bejaan Dil Ko Tere Ishq Ne Zinda KiyaPhir Tere Ishq Ne Hi Is Dil Ko Tabah KiyaTadap Tadapke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi HaiMujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah KiyaTo Lut Gaye Haan Lut GayeTo Lut Gaye Hum Teri Mohabbat MeinTadap Tadapke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi HaiMujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah KiyaTo Lut Gaye Haan Lut GayeTo Lut Gaye Hum Teri Mohabbat MeinTadap Tadapke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi HaiMujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah KiyaTo Lut Gaye Haan Lut GayeTo Lut Gaye Hum Teri Mohabbat MeinTadap Tadapke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi HaiMujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah KiyaTo Lut Gaye Haan Lut GayeTo Lut Gaye Hum Teri Mohabbat MeinAjab Hai Ishq YaaraPal Do Pal Ki KhushiyaanGam Ke Khazaane Milte Hain Milti Hai TanhaiyaanKabhi Aansoon Kabhi AaheinKabhi Shikve Kabhi NaaleinTera Chehra Nazar AayeTera Chehra Nazar Aaye Mujhe Din Ke Ujaalon MeinTeri Yaadein TadpayeinTeri Yaadein Tadpayein Raaton Ke Andheron MeinTera Chehra Nazar AayeMachal Machalke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi HaiMujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah KiyaTo Lut Gaye Haan Lut GayeTo Lut Gaye Hum Teri Mohabbat MeinAgar Mile Khuda ToPoochhoonga KhudayaJism Mujhe Deke Mitti KaSheeshay Sa Dil Kyon BanayaAur Us Pe Diya FitratKe Woh Karta Hai MohabbatWah Re Wah Teri KudratWah Re Wah Teri Kudrat Us Pe De Diya KismatKabhi Hai Milan Kabhi FurqatKabhi Hai Milan Kabhi Furqat Hai Yehi Kya Vo MohabbatWah Re Wah Teri KudratSisak Sisakke Is Dil Se AahNikalti Rahi HaiMujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah KiyaTo Lut Gaye Haan Lut GayeTo Lut Gaye Hum Teri Mohabbat MeinTadap Tadapke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi HaiMujhko Saza Di pyaar Ki Aisa Kya Gunaah KiyaTo Lut Gaye Haan Lut GayeTo Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein
			
			
			 
		
		
			
			
			"HEART"_"LUCK"
Mai Sirf Itna Sa Fark Hai ki Jo Dil Mai Hote Hai Wo Kismat Mai Nhi Hote Hai
Aur Jo Kismat Mai Hote Hai Wo Dil Mai Nhi Hote Hai
			
			
			 
		
		
			
			
			Zindagi Aur Bata Tera Irada Kya Hai?
Ek Hasrat thi k Aanchal kaMujhe Pyar mile
Mai ne Manzil ko Talasha,Mujhe Bazaar mile
Zindagi Aur Bata Tera Iraada Kya Hai?
Jo b Taqdeer banata hoon, Bigar jaati hai
Dekhte Dekhte Dunya hi Ujar jaati hai
Meri Kashti, Tera Toofaanse Wada kya hai
Zindagi Aur Bata Tera Iraada Kya Hai?
Tu ne jo Dard dya, uski Qasam khata hoon
Itna zyaada hai ke, Ehsaas daba jata hoon
Meri Taqdeer bata, Aur Takaaza kya hai?
Zindagi Aur Bata Tera Iraada Kya Hai?
Mai ne Jazbaat k Sang khelte Daulat dekhi
Apni Aankhon se Mohabbat ki Tijaarat dekhi
Aisi Dunya mai Mere waaste rakha kya hai?
Zindagi Aur Bata Tera Iraada Kya Hai?
Aadmi chahe to Taqdeer badal sakta hai
Poori Dunya ki wo Tasveer badal sakta hai
Aadmi soch to le, uska Iraada kya hai?
Zindagi Aur Bata Tera Iraada Kya Hai?
Ek Hasrat thi k Aanchal kaMujhe Pyaar mile
Mai ne Manzil ko Talasha,Mujhe Bazaar mile
Zindagi Aur Bata Tera Iraada Kya Hai?
			
			
			 
		
			
			
			mana k bura hon magar itna bhi nahi kuch nazron se gira hon... magar itna bhi nahiii koi koshish to kare muje samja ne ki main toot ke bikhra hon magr itna bhi nahi kon kehta hai main waqif nahi adab-e-muhabbat se thora sa bewafa hon magar itna bhi nahi wo kam-se-kam mananay to aye muje ay dost main ussy khafa hon magr itna bhi nahiii.
			
			
			 
		
			
			
			Bhigi Palko Per Naam Tumhara Hai
Bich Bhanwar Kasti Badi Dur Kinara Hai
Pooche Ye Laher Kyo Hai Duri
Ishq Me Aakir Kyo Hai Majboori
Mere Nahi Too Kya Mera Har Pal Tumhara Hai
Ujda Mera Nasseb Haath Mere Khali
Tuu Salamat Rahe Rab Hai Malik
Dil Pe Kya Gujere Jo Saks Hamara Hai
Bujene Lage Diye Tej Hawao Me
Ab Raha Na Dam Meri Sadao Me
Mot Samne Hai Kya Khoob Nazara Hai
Bhigi Palko Per Naam Tumhara Hai
Bich Bhanwar Kasti Badi Dur Kinara Hai
			
			
			 
		
			
			
			Aashu dene wala dil ke jyada karib hota hai ya puchne wala reply with reason reply dil se karna
			
			
			 
		
			
			
			Aasman k taare aksar poochte hain humse,"Kya tumhe aaj bhi intzaar hai unke aane ka??"
Aur ye dil muskura k kehta hai, "Mujhe to ab tak yakeen nahi hua uskejaane ka
			
			
			 
		
			
			
			Chot khate hai aur muskurate hai,
Iss dil ko sabar karna sikhate hai,
Hum to gham lekar bhi yaad rakhte,
Aur ek wo hai jo gham dekar bhi bhool jate hai.
			
			
			 
		
			
			
			Aksar jab hum aapko yaad karte hai,
Apne rab se yehi fariyaadkarte hai,
Umar humari bhi lag jayeaapko,
Hum toh vaise bhi maut ka intazar karte hai.
			
			
			 
		
			
			
			ek ladki rozana burke main collage jati thi....    Ek ladka us ladki ko behad pyar karta tha..    Ladka rozana us ladki ko raste main jate hua cheda karta tha....    ladka ladki se kehta......E parda nashi ...parda hata aur apne husn ka jalwa  dikha..    Ladki uski baat ko sunti aur chupchap chali jati...    Ek din ladke ne raste me ladki ka haath pakadkar kaha...    Jaan ,janemaan, janejigar, jane tamanna..    agar tumne kal meri mohabbat ko kabul nahi kiya to main apni jaan de dunga.    Ladki muskurakar chali gayi..    Ladki 3 - 4 din tak collage nahi gayi    Bad main ladki ko pata chala ki ladke ne such me khudkhushi kar li hai..    Ladki roti huyi ladke ki KABR par gayi or apna nakab khol kar boli..    A mere gumnam aashiq dekh teri mehbooba aayi hai ji bhar ke uska didar kar le..    Tabhi KABR main se aawaz aati hai..    A khuda ye teri kaisi khudai hai,Aaj hum parde me hain aur wo benakab aayi hai  
			
			
			 
		
			
			
			Naina lageeyan baarishan   Te sukke sukke sapne vi pijj gaye   Naina lageeyan baarishan   Rove palkan de kone vich neendh meri   Naina laggeyan baarishan   Hanju digde ne chot lage dil te   Naina laggeyan baarishan   Rut birha de badlan di chaa gayi     Kaali kaali khaali raaton se   Hone lagi hai dosti   Khoya khoya inn raahon mein   Ab mera kuch bhi nahi   Har pal har lamha   Main kaise sehta hoon   Har pal har lamha   Main khudh se yeh kehta rehta hoon   Tujhe bhula diya oh   Tujhe bhula diya oh   Tujhe bhula diya oh   Phir kyun teri yaadon ne   Mujhe rula diya oh   Mujhe rula diya     Teri yaadon mein likhe jo lafz dete hai sunayi   Beetay lamhe poochte hai kyun hue aise judaa   Khuda, khuda mila jo yeh faasla hai   Khuda tera hi yeh faisla hai   Khuda hona tha woh ho gaya   Jo tune tha likha     Kaali kaali khaali raaton se   Hone lagi hai dosti   Khoya khoya inn raahon mein   Ab mera kuch bhi nahi   Har pal har lamha   Main kaise sehta hoon   Har pal har lamha   Main khudh se yeh kehta rehta hoon   Tujhe bhula diya oh   Tujhe bhula diya oh   Tujhe bhula diya oh   Phir kyun teri yaadon ne   Mujhe rula diya oh   Mujhe rula diya     Naina lageeyan baarishan   Te sukke sukke sapne vi pijj gaye   Naina lageeyan baarishan   Rut birha de badlan di cha gayi     Do pal tujhse juda tha   Aise phir rasta muda tha   Tujhse mein khone laga   Juda jaise hone laga   Mujhse kuch mera   
http://www.top10bollywood.com/     Tu hi meri liye ab kar dua   Tu hi iss dard se kar de juda   Tera hoke tera jo main na raha   Main yeh khud se kehta hoon     Tujhe bhula diya oh   Tujhe bhula diya oh   Tujhe bhula diya oh   Phir kyun teri yaadon ne   Mujhe rula diya oh   Mujhe rula diya
 
			
			
			 
		
			
			
			tujhase naaraaz nahi zindagi, hairaan hoon main  o hairaan hoon main  tere masoom savalon se pareshaan hooN main  o pareshaan hoon main    jeene ke liye socha hi na tha, dard sambhalane honge  muskuraoon to, muskurane ke karz utaarne honge  muskuraoon kabhi to lagata hai  jaise hontonn pe karz rakhaa hai  tujhase ...    aaj agar bhar ayi hai, boondein baras jaayengi  kal kya pata inke liye aakhen taras jayengi  jaane kahan gum kahan khoya  ek aansu chhupake rakha tha  tujhase ...    zindagi tere gum ne hamain rishte naye samajhaye  mile jo hamain dhoop main mile chhaanv ke thande saaye    o tujhase ...
			
			
			 
		
			
			
			Abhi kuch dino se lag raha hai   Badle badle se hum hai   Hum baithe baithe din mein sapne   Dekte neendein kam hai,     Abhi kuch dino se lag raha hai   Badle badle se hum hai   Hum baithe baithe din mein sapne   Dekte neendein kam hai,       Abhi kuch dino se suna hai dil ka   Rob hi kuch naya hai   Koi raaz kambakht hai chupaye   khuda hi jaane ki kya hai   Hai dil pe shaq mera     Ise pyaar ho gaya,     Abhi kuch dino se main sochta hoon   ki dil ki thodi si sun loon   Yaha rehne aayegi   Dil saja loon mein khwab thode se boon loon   Hai dil pe shaq mera       Ise pyaar ho gaya,       Tu bekhabar , Ya sab khabar   Ek din zara mere masoom dil pe gaur kar   Pardon mein main rakh loon tujhe   Ki dil tera aa na jaaye kahin yeh gair par     Hum bhole hai , Sharmile hai   Hum hai zara siddhe masoom itni khair kar   Jis din kabhi   Zidd pe ade   Hum ayenge aag ka tera dariya tair kar       Abhi kuch dino se lage mera dil   Duth ho jaise nashe mein   kyun lad khadaye yeh beheke gaye   hai tere har raaste pe   Hai dil pe shaq mera       Ise pyaar ho gaya,       Banke shehar chal raat bhar   Tu aur main toh musafir bhatakte hum phire   Chal raaste jahan le chale   Sapnon ke phir teri aahon mein thak ke hum gire     Koi pyaar ki , Tarkeeb ho   Nuskhe koi jo sikhaye toh hum bhi seekh le   Yeh pyaar hai rehta kaha   Koi humse kahe us se jaa k pooch le       Mein sambhaloon pau Pisal na jau   Nayee nayee dosti hai   Zara dekh bhal sambhal ke chalna   Keh rahi zindagi hai   Hai dil pe shaq mera       Ise pyaar ho gaya,       Abhi kuch dino se suna hai dil ka   Rob hi kuch naya hai   Koi raaz kambakht hai chupaye   Khuda hi jaane ki kya hai   Hai dil pe shaq mera       Ise pyaar ho gaya. . .
			
			
			 
		
			
			
			Bejaan Dil Ko   Bejaan Dil Ko   Bejaan Dil Ko Tere Ishq Ne Zinda Kiya  Phir Tere Ishq Ne Hi Is Dil Ko Tabah Kiya    Tadap Tadapke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai  Mujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya  To Lut Gaye Haan Lut Gaye  To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein    Tadap Tadapke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai  Mujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya  To Lut Gaye Haan Lut Gaye  To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein    Tadap Tadapke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai  Mujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya  To Lut Gaye Haan Lut Gaye  To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein    Tadap Tadapke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai  Mujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya  To Lut Gaye Haan Lut Gaye  To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein    Ajab Hai Ishq Yaara  Pal Do Pal Ki Khushiyaan  Gam Ke Khazaane Milte Hain   Milti Hai Tanhaiyaan  Kabhi Aansoon Kabhi Aahein  Kabhi Shikve Kabhi Naalein  Tera Chehra Nazar Aaye  Tera Chehra Nazar Aaye Mujhe Din Ke Ujaalon Mein  Teri Yaadein Tadpayein  Teri Yaadein Tadpayein Raaton Ke Andheron Mein  Tera Chehra Nazar Aaye  Machal Machalke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai  Mujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya  To Lut Gaye Haan Lut Gaye  To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein    Agar Mile Khuda To  Poochhoonga Khudaya  Jism Mujhe Deke Mitti Ka  Sheeshay Sa Dil Kyon Banaya  Aur Us Pe Diya Fitrat  Ke Woh Karta Hai Mohabbat  Wah Re Wah Teri Kudrat  Wah Re Wah Teri Kudrat Us Pe De Diya Kismat  Kabhi Hai Milan Kabhi Furqat  Kabhi Hai Milan Kabhi Furqat Hai Yehi Kya Vo Mohabbat  Wah Re Wah Teri Kudrat  Sisak Sisakke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai  Mujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya  To Lut Gaye Haan Lut Gaye  To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein    Tadap Tadapke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai  Mujhko Saza Di pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya  To Lut Gaye Haan Lut Gaye  To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein
			
			
			 
		
			
			
			Unki galiyon sy jb guzray tu manzar ajeeb thaa, dard thaa magar woh dil ky karib thaa, Jisy hm dhoondte thay apnay haathon ki lakiroon main Wo kisi doosray ki kismat, kisi aur ka naseeb thaa.