Main nafrton k jahan me reh kr, juda krun ga to kia krun ga Ye thek kehty ho bewafa hun,wafa krun ga to kia krun ga Bs ek tu hi to reh gya hy,jahan sara to kho chuka hun Tujhe b apni anaa me aa kr Khfa krun ga,to kia krun ga Hazar sajdy to kr chuka hun,Qaza tmhari Mohabbton me Main ab dikhawy ka koi sajda adaa krun ga to kia krun ga. Baghair pani b koi machli, bhala kbi reh ski hy MEER? Main tujko kho kr, kisi ka ho kr, bata, krun ga to kia kron ga.
Dil me tumhaare apni kami chod jaayenge, Aakhon me intzaar ki lakeer chod jaayenge, Yaad rakhna mujhe dhoondhte firoge ek din, Zindagi me pyar ki ek kahaani chod jaayenge… R.K.
Kuchh Log Pyar krte HE Nibhane K Liye Kuch Log Pyar Krte He BhuL jane k Liye Pyar kro To Esa kro k Dono Tdpe Ek Dusre K Pas Ane k Liye. Friends forever R.K.
Dard tha dil me par dikhane na diya. Aansu the aankho me par..rone na diya. Yahi fark haidosti aur pyar me yaro.Pyar ne kabhi hasne na diya aur dosti ne kabhi rone na diya
Main umr ke rastay mein chup- chap bikhar jata Ek din bhi agar apni tanhai se dar jata Main tark e ta’alluq pe zinda huN so mujrim huN Kash uske liye jeeta!! apne liye mar jata Kal saamne manzil thi peechhe meri aawazieN Chalta to bichhaR jata, rukta to safar jata Main shehr ki rounaq mein gum ho ke bahut khush tha Ek shaam bacha leta, ek roz to ghar jata Uss jaan e takkallum ko tum mujhse to milwatay Tas_Kheer na kar pata, hairaan to kar jata
Kabhi jo dekhni ho meri mohabbat Tu mri chahaton mein aa jana Kabhi jo karni ho mujhsay batein Tu meri yadon mein aa jana Kabhi chaho mehsos karma pyar mera Tu meri aankho mein aa jana Kabhi jo sun nani ho awaz meray dil ki Tu meri dharkano mein aa jana Kabhi jo pao khud ko akela sa Tu meri rahon mein aa jana Kabhi jo so na pao meri yaad mein Tu meray khuwabon mein aa jana
Mohabbat marti nahi jana!!! Mohabbat sath rehti hai Kai roopoon mein palti hai Kai sapnoon mein dhalti hai Yeah barsoon se sunte hain Kahien shoula kahien shabnam Kahien Aag ki surat Umeed-e-sahar ki mourat Mohabbat man mein basti hai Mohabbat rooh mein ghulti hai Per jaan lo janna Mohabbat zinda rehti hai!!! Kahien mojoon see hai bharpoor Kahien darya see hai sakin Hum yeah bhi sunte hain Mohabbat tabinda rehti hai Wasl ki surat Haan yeah wasl ki surat Mohabbat sansoon mein chalti hai Yeah Qalboon mein basti hai Mohabbat Zinda rehti hai…! Kisi ne khoj lagye hai Mohabbat Akhrish hai kia??? Kisi ke khushk hontoon pe Aab-e-sada ko lagana Mohabbat thehar gay dil mein Kisi bhi qaid punchi ko Rah-e-Azari dekhana Mohabbat ban gaye dil mein Kisi ka dil behlana Kisi ke zakham sihlana Kisi ki Zulf suljhana Mohabbat naam de dhala Kai rang hai is ke Kai roop hai is ke Yeah sab hi Mohabbat hain…! Per ik baat kehni hai yeah sab to mohabbat ke wo saray rang hain dekho jo dil ko chain dene ko hamesha sath rehte hain sansoon ke chalne ko Faqt ik aas dete hain zara ghore kero gay tum to yeah jaan jaoo gay mohabbat ke rang yeah saray Makhas umeed se lipte hain Agar umeed nahi ho to….? Chaloo….! Mein tum ko batlaoon Mohabbat hijr hai janna Khizan ke bad mousam ka Yeah ik shajar hai janna Namukamil zeesat ki khawahish yeah ban ke dasti hai Aik zahar ki manind Rag rag mein chalti hai Weerani ankhoon mein Sada abad kerti hai Yeah Qalab-e-Parishaan ko Buhat barbaad kerti hai Mohabbat hijr ki sourat Gar thehar gaye dil mein To jaan lo janna Mohabbat marti nahi hai na….? Mohabbat maar deti hai Haan yeah maar deti hai…!
Kuch rishte uparwala banata hain, Kuch rishte log banate hain, Par kuch loog bina kisi rishte je hi rishte nibhate hain, Shayad wohi dost sacche dost kehlate hain….