walaikum salam rani ji hum soye hi nahi to jaagen kaise

ap thek ho na mumma b thek hai na?
Apna aur mumma ka khayal rakhna
hum jate hain ek problem ho gaya hai
jiski waja se hum nahi so sake the raat ko agar apki tv me pak ka koi news chanel aata hai to wo dekho ab hum jate hain kaam hai thoda office nahi jayenge fir baat karenge ji i love u ji