Gulab ki mehak bhi fiki lagti hai, Kaun si khushbu mujme basa gayi ho tum, Zindgi hai kya teri chehat ke siva, Yeh keisa khawb aankho ko dikha gayi ho tum:p:p
Haste dilo me gham bhi hai, muskurati aankhe kabhi nam bhi hai, dua karte hai aapki hansi kabhi na ruke, kyunki apki muskurahat ke deewane hum bhi hai…:rofl::hee:
Khamoshi Se Bikharna Aa Gaya Hai Hume Ab Khud Ujarrna Aa Gaya Hai Kisi Ko Be-wafa Kehte Nahin Hum Hume Bhi Abb Badalna Aa Gaya Hai Kisi Ki Yaad Mein Rowte Nahin Hain Hume Chup Chaap Jalna Aa Gaya Hai Gulabon Ko Tum Apne Paas Rakho Hume Kaanton Pe Chalna Aa Gaya Hai...!