Tujhe ek reply dun agar teko koi thappad mare to tu maar kha lega ya utakar patak dega imandari se jawab dena teko tere baat ka ans mil jayega mein apne ma papa ka thappad kha sakti hun par kisi aur ne mujhpe hath uthane ka khayal tak laya na to jinda dafan kar dun use
Galat nahi thi yaar waqt ne bana diya av bahut buri hun mein dil to hai he nahi itni rude to kavi na thi lakin av jaisi hun ulte logo ko sabak sikhane waste best f0rmati0n hun
Are jo jagkar sapna dekhte hai na unko pura karne ka ek jazba hota hai aur s0kar kar dekha jane wala har sapna tut he jata hai na unme sacchayi na to hume subeh tak yaad rehta hai samjhe miya
Aru jaan use to mujhse dur he rakh d0st he thik hai waise v mein apni life me kisi ladke ko khas nahi bn ne de sakti kyunki wo jagah to tere jiju ki hogi permanantly