Ae dost zindagi bhar mujhse dosti nibhaana, dil ki koi bhi baat humse kabhi na chupaana, sath chalna mere tum dukh sukh mein bhatak jau mein jo kabhi sahi raasta dikhlaana…
Koi rutha hua dost aaj bahut yaad aaya, Ek guzra hua waqt aaj bahut yaad aaya, Chupa leta tha jo mere dard ko apne sine mein, Aaj fir dard hua to wo bahut yaad aaya.
Zindagi K Tufano Ka Sahil Hai Teri Dosti Dil Ke Armaano Ki Manzil Hai Teri Dosti Zindagi Bhi Ban Jayegi Apni To Jannat Agar Maut Aane Tak Sath De Teri Dosti…