yr aisa b koi bump nhi hai gaon ma jo tu aisa bol rha hai sari duniya gaon ma rehti aee hai ab yeh shehr ban gy to kya huwa apna gaow shehr se betr hai jahan kam uz kam khuli fiza to hai sakoon hai shehr ma kya hai ghutan k siwa kch nhi
Good night dosto
Ab ab so ne jaraha hun