abey Cazh ,, uske pm mein jaa kr ..usko bol ki block kyun maara bey ..abhi humne to kuch kiya hi nhi hai ..block khol aur to kuch spcl dikhate hai ..jara bol ke aa to
Same hir yaar ..maine bhi bahot bar socha Iss site ko chhodne ko ..lekin bas tere kaaran nahi kiya ..coz tere jaisa banda aur kahin nhi mil sakta hai .