hihihi,tujhe meri baato pe yakin nahi,promise pe kya yakin hoga?aur jab pichli baar maine bataya tha k mai aayee thi,tab to tune yakin nahi kiya tha na?
accha teri thali ka khana lekar thodi bhagi hoon,jo marega?waise bhi wahan miltha hi kya hai?jara delhi me aa k dekh kitni tarh ka khana milta hai mote?