To unhone ne seedhe aapse ye baat boli ya kisi aur ye baat aapko pata chali
aur kbi b apne aapko aisa mat bolna ki marne jaa raha samjhe pata h kya jo gf bf wala relation hota h na vo to kbi na kbi khatam ho jaata h aur net love me hmesha aisa hota h to uske liye ab sad feel mat ho mana hurt hue ho bt ab kya kiya jaa sakta h vo unki marzi h to ab sad mat hona hm sb h na frnds to hmesha saath nibhaayege ye mera promise h aapse
