
salaam
pahle gandum ka aata milta tha ...
aaj kal pata nahi ke kiya koch peesa ja raha hai..
ab jo mil raha sabar or shukur ke saath kha rahe hain,,,
zamane ne bahut koch sikhlaaya hai ...
jo kisi kitaab main milta nahi ...
or aaj kal to media ka daor daora hai ...
jo is se na seekhe woh anaaRi kahlaata hai ...