Ek Jahan Maanga Tha Jisme Bahot Saara Pyar Mile,
Magar De Diya Mehkhana Jahan BahotSaari Sharab Thi
Ek Kandha Maanga Tha Jiska Mujhe Sahara Mile,
Magar De Di Zindagi Jahan Duniya Bhar Ki Tanhai Thi…
Tumhe lakh bhula k dekhun,
hum phir v apni kami jatate rahenge,
tum kitni v pani pike dekho,
hum hichkiyo k sath yaad ate rahenge
In ankho se sapne churaya na kero
humari dosti ko azmaya na kero,
tumhari ek hasi meri dil ki dhadkan hai
unhe yu na ansuo mein gavaya kero…
Chand se jab mulakat hoti hai
apke baare me unse kuchh baat hoti hai
wo kehte hai mere pass KhubSurat Sitare hai
hum kehte hai unse bhi KhubSurat Dost humare hai
Phool Sukh Jate Hai Ek Vakt Ke Baad
Insaan Bhi Badal Jate Hai Ek Vakt Ke Baad
Dosti Bhi Toot Jati Hai Ek Vakt Ke Baad
Lekin Vo Vakt Aayega Meri Maut Ke Baad
hi good orning>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>