
:heart::heart: :heart:
:heart: :heart::heart: :heart:
[color=#0000fa]
Surat Imran Sura-Al-e-Imran Madina
mai
Nazil hui, is mai doso (200)
Aayatain hain) 03.01 Alif Laam meem.
03.02 Allah Taalaa woh hai jiss
kay siwa koi mabood nahi jo zinda aur sab ka nigehban hai. 03.03
Jiss ney aap per haq kay
sath iss kitab ko nazil farmaya
hai jo apney say pehlay ki
tasdeeq kerney wali hai ussi
ney iss say pehlay toraat aur injeel ko utara tha. 03.04 Iss say pehlay
logon ko
hidayat kerney wali bana ker
aur quran bhi ussi ney utara jo
log Allah Taalaa ki aayaton say
kufur kertay hain unn kay liye sakht azab hai aur Allah Taalaa ghalib
hai badla lenay wala hai.
[/
b]:heart: :heart:
:heart: :heart::heart: :heart:
:heart: :heart::heart: :heart: