waise apne liye duaa kar hi li hogi.. phir bhee maine aur de de raha hoon... Zindgi ki tammam khushiyan aap ke daman me aa jaaye.. jahan bhar ki khushiyan aap ki mohtaaz ho jaaye.. kamayabi aap ki manzil ho jaaye.. har raah asan ho jaaye... zindgi ke har qadam me kamyabi paaye.. aap ki khushiyon me kisi ki nazar na lage Allah! ki inyat aap par hamesha bani rahe.. barkat ho khuda ki aap par.. khush rahiye abaad rahiye.. bahut labi zindgi ho aap ki! 2120 ki Eid bhee banaye.. khush rahiye~ Ameen...