Madam!!! hain na pyaare..?? sach kahiyega.... ek dum sach... kaun jyaade pyaare hai..??? yeh kuttay ke bachay ya... neechay waali billiyan..??? voting karwa lijiye... maine hi jeetunga.... Branded, kuttay... local billiyan.... in sab billiyon ke liye ek hi kutta kaafi hai... yeh to bahut hai.. bechari in billiyon ka kya hoga..??..:p :p
Madam!!! hey bhagwaan.. cup bhee diya.. wo bhee khaali... aap ki itni badi tauheen.... shayad hi koi aur karega... maine to bilkul nhi karunga.. isliye bhara cup.... samjhdar insaan...:)