neechay waali cheez dekh kar lag raha hai ki..wo to aap kha nhi payengi.... behtar hoga ki unhi ko khila dijiye.. :p :p rung me mat jaaiye... bilkul acha... meri haath ki chaay peeyengi.. aap to mere haath hi .... lengi..:p :p maine in cheezon ko bahut acha banta hoon... :p :p :p
Madam, yeh bahdur larki.... dekhiye na haatho me saanp tak pakad rakha hai... jitni badi khood hai, utana bada saanp bhee pakad rakha hai.. necchay waali larki to sirf cockroach dekh kar behosh ho jayegi.. hai na bahdur, himmati... arey hain bilkul humari tarah... kisi ke khilaaf bhej fdijiyega.. maar maar ke kachoomar nikal degi... :p :p