Madam, yeh dekhiye nayi larki.. hain na pyaari..??? abhi itni pyaari jab badi ho jayegi to kitni pyaari hogi.. dekh lijiyega, jawan ho jayegi.. to is ke ghar ke samane ki larko ki line lag jayegi. har larka kahega, "mujhe se shaadi karogi?" aur neechay waali larki se kahega, "mujhe se door hatogi?"..