Madam, aap direct kettle se peeyengi..??? isliye maine cup bhee laya hoon... mujhe chai aur coffe banana aata hai.. aur maine 2no cheez achi bhee bana leta hoon.. aap chai ke saath phool khaati hai..??? to yeh chai aur phool ka kaisa combination.. phool aur chai...??? to phir sabji ke saath biscuit khilayengi.. kaisa combination hai yeh..???
Madam, yeh billi dekhiye... yeh kitni achi hai.. jisay kahtay pyaari pyaari... yeh Ishqiya billi hai... kahin neechay waali billi se ishaq na kar le...:p Meri billi Zindabad!!!! Billi ho to aise.. dekhiye na iske 4 pair hai.. neechay waali dikh bhee nhi rahe hai..:p :p
umeed hai, aap ko to cartoon pasand nhi hoga.. isliye.. no cartoon... cartoon board ki director ne aap ke liye neechay bahut achi cartoonist pic lagayi hai.. pata nhi chinesae aur angrezi me kya kya likh rakha hai.. samabhal ke rahiyega kahinus me virus na ho.. kyun ki wo bhee local pic hai.. yahan to ek hi Branded insan hai.. kaun maine... Sab malik ek ..?? suna hai..??? kaun kaun hai..?? arey Maine Ravi!!! neechay waalay bhee jaantay hai..