Mazak mat karna ye tere jaise matter ko lekar kaha tha ke aisa mere sath karega to baba ji ka thullu manane aungi mujhse aisa mazak galati se v mat karna dimag kharab kar raha tha mera av keto agar aise naraz hokar mein kahun ariyan ji mein to mazak kar rahi tu bewkuf ban gaya man0 na man0 to gussa na ayega kya
Are yaar baat mazak ki nahi irritate karne ki hai ek bat kahun ke tu bewkuf ban gayi to chidh nahi hogi kya hume laga ke wo naraz hai to thoda samjhaya isme bewkuf bnane jaisa kya hai bol
To bar bar hume bewkuf kyun bol raha hai dost agar naraz hai to use manana bewkufi hai kya aur hai to chulhe me jaye wo mujhe aise logo ki dosti nahi chahiye bar bar inbox aur gb pe bina matlab mazak uda raha hai
Sis dekh na irritate kar raha tha kal gussa ayega he na bina matlab ke bewkuf bolta hai aur kehta hai ke av mat kehna ke teko koi bewkuf nahi bana sakta kal mera mud kharab tha he aur gussa aa gaya