haanji ye gal teekh hai yaaru list me nahi bhi mann mein hondhi zaruri hai

:) :) yaaru bdy ka kya kya plan hai

:heart:
Koi samundar se
jakar
pooche
ke
aaj usme kitne log nahaye

:o

:)

:p

Rohit yaaru sirf thnx se kaam nahi chalega . Yaar thu apni doston ko party denga tho hum tho nahi rehege kyon ki yaar there dosto ke list me main nahi hu yaara

:) :) :)
happy birth day in advance from happy singh yaaru. Birthday ke din yaaru party sharty hogi na.

:heart: :heart: :heart: :heart: :heart:
Khush nasib hote ha wo log jinhe saccha pyar milta hai

par ye log hote kon hai

?
Nisar Khan Modawasi at
05:07
PYARE NABI KI PYARI
BATE
[1] Jisne achchhi tarah waju
kiya, namaz ke liye masjid gaya
aur jamat se namaz ada ki uske
gunaha bakhsh diye jayege.
[2] Jo adimi magrib ki namaz ke
baad bina kisi se baatchit kiye
2-rakat namaz padhega allah
paak usse jannat mai makam
ata farmayege.
[3] Agar tum apne maal se logo
khush nahi kar shakte to khushi
dil unse baatchit karke,unke
shath achchha bartao karke
unhe khush kar sakte ho.
[4] Maut momin ke liye ek
tohafa hai.
[5] Madine mai rahene ke
dawran jo adimi dhukh-taklif
ane par sabar karega, mai usse
qayamat mai bakhshwaduga.
[6] Jisse mumkin ho shake ki
wo madina mai mare to madina
mai hi mare kyonki jo madina
mai marega main qayamat mai
usse bakhshwaduga.
[6] Jo adimi madina walo ke
sath dhokha bazi karege wah
ayesa ghul jayega jayese namak
pani mai ghul jata hai.
[7] Madina mai pahuchne wale
rashte mai farishte ka pahera
raga huwa hai isliye us shahar
mai dazzal nahi ghush sakega
aur waha paleg ki bimari nahi
ho sakege.
[8] Nek awrat duniya ki sabse
achchhi dawlat, sarmaya hai.
[9] Jab koi adimi nikah kar leta
hai to shayetan ko bada dhukh
hota hai, waha kaheta hai ki
adam ke bête ne mujhese apna
2-rihayi iman bachaliya.
[10] Jo adimi nikah karne ki
hashiyat rakhte huwe bhi nikah
nahi karta, waha hamme se
nahi hai.
[11] Jo adimi nikah kare aur
maher qabul karte waqt yah
niyat rakhkhe ki kuch bhi na
duga to waha zani ho kar
marega.
[12] Jiske 2-awrate ho aur uska
jhukaao ek ki taraf ho (Dusri
biwi ka barab khayan na rakhta
ho) to qayamat mai peshi ke
waqt uska adha dhad bekar ho
jayega.
[13] Awart par sabse jayeda
haq uske shawhar ka hai, aur
mard par sabse jayeda haq uski
maa ka hai.
Mere bhai itni achi urdu bolna kha sikhi?