Meri wafa ka aaj hua hai Kitna haseen anjaam, Main ne sari zindagi Likh di apne piyar k naam..! Ek pal bhi ab us ki judai Sah na sake ga dil dewana, Manzel par aa pounche do dil Haar gaya hay sara zamana..! Mere piyar pe ab koi De na sake ga ilzaam, Jhum rahi hain shokh fazayeen Dil ki tamana pouri ho gai Sari duniya dil se bhula k An dekhe sapnon k Kar de gi bechain mujhye Ab har ane wali shaam..!!!!
Aaj jo jeetaa match india ne, Apne india ka naam kardala.. Sari diniyaan se jeet kar baazee, Deash ka apne naam kar dalaa..! Aaj kitni khushi ka din he ye, Taa qayaamat karengei yaad isse.. Saaree duniyaa se jeet ke bazee, Aaj duniyaan nam or kaam kar dalaa..! He khushi aaj mere dil mei bahut, Kyaa karun gam bhi aaj thodaa he.. Paak ne haar kar aaj, dil meraa todaa he, Sabhi pak ke bhaiyon ka dil bhi todaa he..! Mere to sabhi hei ye mere apne, Pak ho chahe hind wale hoon… Aaj saab bhaai mile gale mere apne, Match ne kya kamaal kar dala..! Dil se naftaar sabbhi mitaa daaloo, Har insaan ko tum sabhi gale lagaa dallo.. Bhool jao aaj nafraat ko sabhi sunoon logon, Ek ho kar sabhi pyaar ka jahaan bana daloo.. Bibbo ki bato par karo sabhi tum gar amaal, Har ek dil mei apnaa ek ghar banaa daalo..!!!!!
Wo Anna Parast Sahi Us Ki Baton Mein Iqrar Bhi Tha. Us K Chubtay Hue Lehjay Mein Chupa Pyar Bhi Tha. Wo Mujhy Likhta Ha K Muntazir Na Raho Lakin. Us Ki Tahreer Mein Sadion Ka Intzaar Bhi Tha. Wo Kehta Ha Mat Rutho K Mananaa Nahi Aata. Meri Narazgi Pe Lakin Wo Bekarar Bhi Tha. Main Shayad Phir Na Likhta Usy Apni Khabar. Dosti Ka Bharam Rakhna Tha Kuch Dil Be_Ikhtiar Bhi Tha. Shayad Yehi Us Ka Anadaz-E-Mohabat Ho. Wo Mera Hum Dam Bhi Tha Sitam Shuaar Bhi Tha
Meri wafa ka aaj hua hai Kitna haseen anjaam, Main ne sari zindagi Likh di apne piyar k naam..! Ek pal bhi ab us ki judai Sah na sake ga dil dewana, Manzel par aa pounche do dil Haar gaya hay sara zamana..! Mere piyar pe ab koi De na sake ga ilzaam, Jhum rahi hain shokh fazayeen Dil ki tamana pouri ho gai Sari duniya dil se bhula k An dekhe sapnon k Kar de gi bechain mujhye Ab har ane wali shaam..!!!!
sitary jo chamakty hein kisi ki chashm-e hera-n mein mulaqatien jo hoti hein jamal-e Ab-r-o bara-n mein ye na Aabad waqto mein dil-e nashad mein hogi mohabat ab nhe hogi ye kuch din bad mein hogi... guzar jaien gy jab yeh din yeh unki yad me hogi... mohabbat ab nhe hogi...