Tum kis liye chonke ho?? Kab zikr tumara hai?kab tmse takaza hai?? Kb tmse shiqayat hai....ek taza hikayat hai, sun lo to inayat hai.
Pir hath na aya wo mere,hamne dundha tha bhot usku........
Wo shaqs hame ek din apno ki tarah bhula,taaron ki tarah dhuba,phulon ki tarah tutha..
Ek shaqs ku dekha tha taron ki tarah hamne,ek shaqs ku chaha tha apno ki tarah hamne

Salam o Alaikum di
GooD MORNING
kuch khane ke liye kuch pana pdta hai,kuch pane ke liye kuch khona padta hai,.ASALAM-U-ALAIKUM,kahi khawahishyato ke liye insaan ko tardpna bhi pardta hai''Anshu mera ye msg mere bhai'sarim'ko dena,
anshu aisa kaise ho sakta hai

maza ke botle me sanp ka pila kaise aa aa sakta hai :spin:
anshu puri jindgi na .... bas kuch hi dino me maza aa jayega

Bitiya abi mai chalta hu ngt me ayunga apna dhyan rakhna

anshu thoda din ruko .... maza wapis aa jayga

Bitiya mai aisa hi hu bahut majak karta hu

:p
anshu slice se kaam chala lo

anshu ... maza mila tumhe ?

Apna khayal rakhna bitiya

Agar hum khush rehne ki koshish karenge dukh me bi to hum in pareshaniyo se chutkara pa sakte hai
Bitiya ye zindagi ki sachayi hai guzra waqt kabi wapis nai ata par agar hum chahe to apne aj ko apne bite hue kal ki tarah bana sakte hai