Zhota ilzam mat laga be han ye baat manta ho k meri bohot sari fake ids hai shayad 210 se b jada :o :p lekin maine kabhi b in ids se kisi b grl se baaty ni ki na pm me or na hi inbox me :hmm: :p
Oo.o.o.o gf teri . .tu maze kare n main un k naam yad rakh k tme batao :o teri gf k naam main q batao yar itni gf rakhta hi q hai un k naam b yaad na reh sake
Ghanta. . . Ghanta. . . Ghanta kamine kitna zhot bolega be teri kitni gf hai ye muze pata hai :hee: n tuze aisa kon sa dard hai jo main ni samaz sakta daldi se doctor se chek.up karwa liyo ni to budhape me dard bohot barega