Aur vempi ham yaha nahi ate to apko nahi jaan pate aur apko nahi jan pate to to duniya mai dosti ka matlab nahi malum padta aur matlab malum nahi padta to ham kisi per trust nahi kar pate aur ham trust nahi kar pate to hamari jindagi bejansi ho jati aur jindagi bejan si ho jati to ham mout ko gale lagate aur ham mout ko gale lagate to is sunder sanshar ko kese dekha pate aur yaha ke insaan ko kese samaj pate

:hee::hee: durv likha ne mai to ham bhi kam nahi bus mood hona chahiye ok ap dubara mat kahna k paste ki hai ye real hai bahut dur the ab jindagi se pyarkarne lag gaye hai hamab jina hai is dard k sath aur marna hai khushio k sath:hee:
Aur vempi ham yaha nahi ate to apko nahi jaan pate aur apko nahi jan pate to to duniya mai dosti ka matlab nahi malum padta aur matlab malum nahi padta to ham kisi per trust nahi kar pate aur ham trust nahi kar pate to hamari jindagi bejansi ho jati aur jindagi bejan si ho jati to ham mout ko gale lagate aur ham mout ko gale lagate to is sunder sanshar ko kese dekha pate aur yaha ke insaan ko kese samaj pate

:hee::hee: durv likha ne mai to ham bhi kam nahi bus mood hona chahiye ok ap dubara mat kahna k paste ki hai ye real hai bahut dur the ab jindagi se pyarkarne lag gaye hai hamab jina hai is dard k sath aur marna hai khushio k sath:hee:
Aur vempi ham yaha nahi ate to apko nahi jaan pate aur apko nahi jan pate to to duniya mai dosti ka matlab nahi malum padta aur matlab malum nahi padta to ham kisi per trust nahi kar pate aur ham trust nahi kar pate to hamari jindagi bejansi ho jati aur jindagi bejan si ho jati to ham mout ko gale lagate aur ham mout ko gale lagate to is sunder sanshar ko kese dekha pate aur yaha ke insaan ko kese samaj pate

:hee::hee: durv likha ne mai to ham bhi kam nahi bus mood hona chahiye ok ap dubara mat kahna k paste ki hai ye real hai bahut dur the ab jindagi se pyarkarne lag gaye hai hamab jina hai is dard k sath aur marna hai khushio k sath:hee:
Meri druv bhediya apki real bat sunke to ek bat kahu apna dil nikal kar hamne chaku ki nok per rakha diya hai wese to dil hai nahi mere pass fir bhi yaar apne dil ko chu jane wali bat kahi ham copy paste karte hai lekin jub real likhege to ap bhi soch mai pad javonge khunkhar vampi:ee:


:p:p:p samje ap
Hy i am fine bhediya aur ap aj pura din chat karti thi ek msg bhi nahi bheja ab saam ko bheja apne apka msg padkar to mai bister se nice gir gaya how sweet na kahna ab nahi to kabhi chat se gir jaounga to kya hoga mera

:hee::hee:

:p:p
beleive me
haan tumko Druvika hi mankar baat kar raha hun
hi gud evening mi
Kaisee ho ji
accha tu mmere se confus hoti.he nice pooch lia kar me hu kisliy
har ajnabi chehre mein uski jhalak dikhayi deti hai
chalti hai deewani jab, to nazar jhukaye rehti hai
dikh jaata hai vo kahin to dhadkan kyun ruk jaati hai
chalte chalte jaise koi dor si khich jaati hai
paani ki lehron mein bhi jannat dikhayi deti hai
chalti hai deewani jab to nazar jhukaye rehti hai
aankhen gar mil jaayen to din poora ho jaata hai
nazarein phir jhuk jaati hain, pagal mann kho jaata hai
barkha ki pehli boonde jab dharti par pad jaati hain
is pagli deewani ko phir yaad usi ki aati hai
nazrein phir jhuk jaati hain, pagal mann kho jaata hai
muskurahat ka lamha phir se wapas aata hai
aasman jhilmilata hai, raat jab bhi aati hai
ye pagli taaro se uska chehra banati hai
raat bhi dhal jaati hai, suraj chadh aata hai
is tarah deewani ka poora din kat jaata hai
ek Ansu bankar palko mein machal gaya..
Thamna jo chaha meine
jhat galo par fisal gaya..
Bahoot man karta mera
mujhe bhi koi gale se lagaye to..
Do pyare mithe bolo se
mujhpar pyar jataye to..
Unki yaad ne yu chua mujhko
Naam unka aah bankar hotose nikal gaya..
Hum unke samne muskuraye to
Unhe hamare khus hone ka guman ho gaya
Hamare andar ke dard is
Unka mann anjaa ho gaya..
Chalo aisa hi sahi..yeh bhi kya kam hai
Hamari muskurat par wo muskuraye to..
hamare palko par chipe aasu
---jo unhe na dikh paye to..
Bita waqt thama tha hamne
Wo ret sa muthi se fisal gaya..
Aaj tak hum unhe kya de paye they......
Chaliye aisa hi sahi....
hamara dard...unke hoto par...
Muskurat de gaya..
Hosakta hai ab meri himmat na rahi ho
ho sakta hai dil mera na sah sake koi naya gum
Kahne ko to jana! tum ne bhi bohat kuch kaha tha
yahi behter hai ki bhol jaye wo batein hum
Sapne to meine bhi bune the! yaad hai
Aaj herjai kaho, bewafa, ya jo chaho kaho tum
Such kahte ho! wo din bhi kitne ajeeb the
per fasle bhi to dekho! pukare bhi to kaise hum
Zamane ka dustoor hai bewafai! ye samajhlo tum
Ab na sahna koi dard naya, Na dena koi naya zakhm
Aise chup hai ke yeh manzil bhi khadi ho jaise,
Tera milna bhi judai ki ghadi ho jaise,
Apne hi saaye se har gam laraz jata hu,
Raaste mein koyi deewaar khadi ho jaise,
Manzile door bhi hai manzile nazdeek bhi hai,
Apne hi paaoon mein zanjeer padi ho jaise,
Kitne nadaan hai tere bhulane wale ke tujhe,
Yaad karne ke liye umar padi ho jaise,
Aaj dil khol ke roya hai ramu to yuh Khush hai,
Chand lamho ki ye raahat bhi badi ho jaise.
Tum nahi ho tu shaam hotay he
Ake saaya sa sar jhukayay huvay
Sheher ki bay-charaagh galiyon main
Chupkay chupkay say nikal jaata hay
Haath main ik sharaab ki botel
(dil magar kuch tu behel jaata hay)
Jub chalay sard hava ka jhonka
Chaltay chaltay theher sa jaata hay
Apni aankhon ko neem-waa kar k
Haath uthata hay is tarha jaisay
Yak nafas, zulf uri ho koi…
Is ne dheeray say sanwara jaisay
Kabhi is ote main khambay k kareeb
Kabhi us chowk nazar aata hay
Larkharatay huvay qadmon k nishan
Is taraf bhe hain us taraf ko bhe
Jaanay kis simt gaya hay saya…
Koi jaanay tu bhala ku jaanay?
Rang-o-khushbu ki haseen dunya main
Kon saayay ko magar pehchanay?
Kitna pathar sa hay chehra is ka
Haan magar aankh kuch bheegi bheegi
Kitnay ujray huvay hain lub is k
Aankh jaisay kabhi barsi he nahi
Gum hay cigarette k dhuvain main jaisay
Zindagi ! saath ko tarsi he nahi
Khushk patay, ye hawain ye khazan
Teray aanay ki umeedon ka jahan
Shub k seenay pay ubhar aata hay
Or ye saaya bhe andheron ki tarha
Subah hotay he bikhar jata hay
Tum nahi ho tu kis qadar veeran
Har gali hum ko nazar aatee hay
Jaisay ba-waqt-e-naz’a aankhon main (ba-waqt-e-naz'a = marnay ka waqt)
Maut, dheeray say theher jatee hay
*--------------------------------------------*
kisi kay pyaar main likhay huvay geeton k gulaab
aaj baazaar main biktay hain, khareeday ga koi?
*--------------------------------------------*
Nazron ko tera intezaar aj bhi hai,
dil ke aine mein tera aks aaj bhi hai,
tu nahi hai lekin teri yaad aj bhi hai,
tune jo gam diya uska dard aj bhi hai,
dhoonta hun aj bhi tujhe, yeh dil bekaraar aj bhi hai,
maut bhi aa gaye leking zindaa woh pyaar aj bhi hai.
Mohabbat ik khushi ka saagar, jisme behte log har tarha ke hai,
Jisne khayee chot magar, vo vahin doob jaata hai,
Khushi ka saagar kyunki gam ka samundar ban jaata hai,
Kuch log jahan me lekin, aise bhi hote hai,
Nahi voh gam lete hain, nahi kisi ko hone dete hain,
Bahar se chahe jo bhi ho, andar se nazuk hote hain,
Baant-te hain saare jag mein khushi,
Magar voh ishq mein haare hote hain.
Ik dewaana, ik deewani, rehte hain alag, lekin ik hi hai kahaani,
mohabbat hai in dono ko, lekin kaam na ayee aj bhi jawaani,
milna chahe dono lekin, duniya ke zanjishon mein phase hue,
panchi ki tarhan udna chahe yeh, hava ke ik jharonke se,
yaad karte hain dono lekin, bina ik dusre ko dekhe hue,
khuda ke dargaah mein baithe hain aj haath jode hue,
ki ik dafa mila de khuda, aj zamaane ko rok de,
dil to mil chuke hai, nazron ko bhi mila de,
sapno mein usko dekha hai, aj soorat bhi dikha de,
dil nahi samajhta lekin, gharvaalon ko samjha de,
ik baar usse mila de, ik baar usse mila de,
har baar ye dua karte lekin, mulaaqat na hui kabhi bhi,
talaash rahe hain ik dooje ko dono abhi bhi,
dar hai inhe ik hi, ki mil paaenge ye kabhi bhi,
jawaani to dhal gayee thi, ab to maut bhi le gayee hume,
is janam to na mili, ab agle janam ka intezaar hai,
ye saat janmo ka bandhan nahi, ye sau janmo ka pyaar hai.
Na maaro pattar is sheeshe se dil pe,
pehle se toota hua rakha hai,
phir judne ki umeed hai,
isiliye aj bhi zinda rakha hai,
chot khayee hai bahut gehri,
ab aur nahi kha sakta hai,
pyaar ka maara teer kisi ne to chakna choor ho gaya,
koi kuchal na de mere tukron ko bhi bas isi baat se darta hai.
Shamsheer se teekhi teri aankhein lagti hain,
vaar karke jo reesh diye, uqoobat mein uski tarafte rahe,
shareen si teri baatein sunke, ishrat mein jeete rahe,
na gilla kiya kabhi dil_sitaan tere ne,
mudaam khushi jhalkaate rahe,
ishq na nibhaana aaya tujhe, hum gharq hokar bhi jeete rahe.
Dil mein base kuch dard aise, jo sabse chupaata chala gaya,
aansuon ki dharaaon ko patthar banaakar bahaata chala gaya,
tere pyaar ka tha asar aisa, kagaz ke phool bhi mehakte the,
dukh ka ghana saaya hun ab,
mohabbat ki raushni hokar andhere mein badalta chala gaya.
Reet Hai Jane Kaisi Ye Zamane Ki......
Jo Saza Milti Hai Yahan Dil Lagane Ki......
Na Basana Kisi Ko Dil Me Itna.......
K Fir Dua Mangni Pade Use Bhulane Ki........