
as salaam-u Alaikum Azizah
karam hai ..maalik-e-kareem ka ..
khair-o-Aafiyat se hain ..
woh to khair koi masla nahi ..ghalti hoti hai
ho jaati hai ..gujaaish rahti hai ..
jo ki jaati hai ...woh zara jawaab Talab hai..
khair...
aap sunaiye ..kiya kiyaa samachaar hain ?
kitna shumaar hai ..kitna oudhaar hai..?