Insha allah
ab to hajiyani kahna padega
Mashaallah
yaha to 1 bhi muskil hy
Tum ne kitni baar hajj Kiya
Oh aisa hai kya
mai to samjha gudya badi hogaie
kaam to allhamdulilah acha hai
hamare liye dua krti rha kro frah
Ansu na hote to ankhe itni khubsurt na hoti,
dard na hota to khushi ki keematna hoti,
agar mil jata koi chahne se
to dunia mein upparwale ki jarurt na hoti.
Ji ghar me sab thk hai apke
ghar dari sikha rhi hai tumhy
tumhare hath peele krne ka time aa gya hai na
Wallekum assalam
ham thk h frah
aap bhot kam onl9 hoti hai
Pitwaogi kya muje.kahenge mote pure din khana hi khate rehte ho kya
Bahar hotel me khana he muje
Paise do muje to dubara karunga moti
ap ke gar mai sub kaise hai
tumhe Pata hai sub Bekar hai
