Subh ka har pal Zindagi de aapko,
Din ka har Lamha Khushi de aapko,
Jahan gum ki hawa chu ke bhi na gujare,
Khuda woh Jannat si Zamin de Aapko.
Guds Mrng
Koi is tarah se b badal jayega socha na tha,
Jo pass tha mere wahi sabse dur chala jayega ayesa kabhi socha na tha,
Suna tha patthar b pighal jata hai,
Lekin koi “Insaan” itna patthar ban jayega socha na tha,
Jo harpal mere dukh me dukhi ho jata tha,harpal samjhata tha,
Wo hi duniya ka sabse bada dukh mujhe de jayega kabhi socha na tha..
Aakhir keh he dala us ne ek din,
Iss kadar tootay ho,
tou bikhar kyon nahi jate,
Tanha tanha rehte ho,
tou sanwar kyon nahin jate,
Kab tak jiyo ge yeh dard bhari zindagi tum,
Kisi roz khamoshi se mar kyon nahi jate ?
●•٠·˙*´¨)
¸. ♥´¸.♥*´¨) ¸.♥*¨)
(¸.♥´ (¸.♥`PIYA ˙·٠•●♥♥