Har gali phoolon se saja rakhi hai,
Har chowk pe ladkiyan bitha rakhi hai,
Na jane kis raste se aap aaoge,
Isliye har ladki ko ek-ek raakhi thama rakhi hai.
Majnu ko Laila ka SMS nahi aaya
Usne 3 din se khana nahi khaya.
Woh marne wala hai Laila ke pyar mein,
Aur Laila baithi hai SMS free hone ke intezar mein.
DOSTI KI KADAR KARTE HAI HUM
AASMA MEIN SITARE HAI JITNE
YAKIN NA HO TO CALL KAR KE DEKHLO
BAAT KARENGEY AAPKE MOBILE MEIN PAISE HO JITNE
Pyaar Ise Kehte Hain
Jawani ko zindage ki nikhaar kehte hain,
pathjad ko chaman ka majdhaar kehte hain,
Ajeeb chalan hain duniya ka yaaro,
Ek Dhoka hain Jise hum sab PYAAR kehte hain
Umeedo ki manjil toot gayi
Aankho se ashqo ki dhara beh gayi
Are tumahri bhi kya izaat reh gayi
Jab class ki ladki bhaiya keh gayi..
Teri yaad mein humne kalam uthaayi
Liya paper aur tasveer aapki banayi
Socha tha ki usko dil se laga kar rakhenge
Magar vo to bacho ko draane ke kaam aayi…
Internet par ladki pataayi
Internet par ho gayi sagaayi
Internet par divorce ho gaya
Is bahaane computer ka course ho gaya
PANI AANAY KI BAAT KARTE HOO
DIL JALANE KI BAAT KARTE HOO
CHAR DIN SE MOO NAHI DHOIYA
TUM NAHANE KI BAAT KARTE HOO
Sona chahta hun per neend nahi aati hai,
Badal badal ke karwate yunhi raat guzar jati hai,
Kar bhi pyaar ka izhar ya jaane jigar,
Akhir kyon tu mujhe itna tadpati hai…
Ho sake toh pyaar ka itebar kar ke dekhna
Phir lafzon se iqraar kar ke dekhna
Junon ki had se aage nikal jain ge
Faqat ek bar hum se izhaar kar ke dekhna
Hota hai dil kyu betaab aur beqarar
Ek lamhey ka intezar kar ke dekhna
Hijar mein katain hain shabo-roz ki tarhan
Ghari ki tak tak shomar kar ke dekhna
Tere intezar mein umar bhi ghawa di
Ek bar mera intezar kar ke dekhna
Tere hussan ki kashish teri sadgi hai jani
Yeh sab kuch uss par nisar kar ke dekhna..
Kya hoon main aur kya samajhte hai,
Sab raaz nahi hote batane wale,
Kabhi tanhaiyo mein aakar dekhna,
Kaise rote hai sabko hasane wale.
To ap hai na hamare liye ek shikar dhoond ka lana ok
Ladti hai nigahe par koi takrar nahi hai
karti to hai mujhse pyaar wo bhi
par us saawan ke mausam ka ikrar nahi hai
chhod diya ghar chhod di duniya chhod diye dost
aur aaj chhod raha hun zindagi bhi
kaun kehta hai mujhe usse pyaar nahi hai…
Har Sham Se Tera Izhaar Kiya Karte Hai,
Har Khwab Me Tera Didar Kiya Karte Hai,
Diwane Hi To Hai Hum Tere,
Jo Har Waqt Tere Milne Ka Intzaar Kiya Karte Hai…
Talaash Karo koi tumhe mil jayega,
Magar hamari tarha tumhe kaun chahega,
Zarur koi chahat ki nazar se tumhe dekhega,
Magar ankhein hamari kahan se layega..
Neend aati hai to khaab
aata hai
khaab mein ek ladki aati
hai,
ladki ke piche uska baap
aata hai
phir na neend aati hai na
khaab aata hai....
Mere dil ko todakar tum jaaoge jaha,
Meri baate yaad tumako aayegi wahaa,
Main to apna samajhkar tumhe maaf kar dunga,
Magar maaf na karega tumako ye jahaan.
Woh chalte chalte itne door chale gaye,
Hamein rokna bhi na aaya.
Hamne unka naam liya phir bhi,
Shayad unhein sunna na aaya.
Meri Ankhoon Kay Samandar main Jalan Kaysi Ha
Ajj Phir Dil Ko Tarapnay Ki LaGan Kaysi Ha
Ab Kisi Chaat Pay Chiragon Ki Qatarin Bhi Nahi
Ab Teray Shehar Ki Galioyon Main Guthan Kaysi Ha.
Tum dur ho¦ aur pas bhi,!
Tum hansi ho¦ aur aansu bhi!
Tum Mere man ki shanti ho.. aur dil ki bechaini bhi!
Tum meri amanat ho.. aur ek sapna bhi!
`
Chaha to bahot tha lekin woh mila naahin
Lakh koshisho ke bawjood humare beech ka fasla meeta naahin
Is kadar majboor kar diya zamane ne hume
Ki woh meri kisi sada pe tehra hi naahin
`
Tanhai jub muqaddar mein likhi hai,
To kia shikayat apnon aur bayganon se,
Hum mit gaye jin ki chahat main,
Woh baaz nahin aatay hamain azmanay se
`
Apne khwaabon khyaalon me tujhe paaya hamane,
Tere pyaar me khud ko mitaya hamane,
Suna hai andhero se bahut ghabraate ho tum,
Roshani ke liye apne dil ko jalaya hamne.
`
Anjane may hum apna dil ganwa baithay
is pyar may kaysa dhoka kr baithay
unsay kya gila kre bhul hamari he hy
jo bin dilwaloo say dil lga baithay.
`
Na karta Shikayat Zamane se koi !
Agar maan jaata manane se koi !!
Kisi ko kyuin yaad karta koi !
Agar bhul jata bhulane se koi …. !!