Yeh kya mere saath block block khela ja raha hai..
Kabhi idhar block to kabhi udhar unblock...
Jis ka account hai wahi block kare dusra nhi...
Aur kya vassel, shattered...
Trust...
Jiska vassel waisal hai wo khud hi sambhal ke rakhe...
Maine kuch nhi janta...
Mujh ko block kar ke unblock karna band kar dijiye..
Kyun ki kabhi mere saath barabari ka salooq kiya hi nhi gaya...
Ab maine kisi se kuch paane ki ummeed nhi rakhta...
Mere saath jaisa salooq karo maine khush hoon...
Mujhe jo acha lagta hai maine karta hoon...
I don't expect anything from anyone
so whatever you like you are free to do i will not gonna change myself...
Ab maine bada ho gaya hoon