khane bethe ho ap b ajao di ar naba di hamare hath ki rotiya kha lo dimag dodne lagega. fir b dukhe to di ham daba de sar rahat hogi ham mumma ka sar aise h dabate h
hum kahin nahi jate humen shor sharaba pasand nahi hota aur bachpan se le kar aj tak hum nahi gaye kisi ki shadi me pehle abu hote the to wo aur hum ghar me hote the wo humara sath dete the hum unka ghar k kaam kaaj me lekin aj wo b....
limri koi b nahi hai sab log mere czn ki shadi me gaye hain aj mujhe chhuti nahi mili aur mera dil b nahi karta apne ghar ko akela chhor kar kahin jane ko is liye itne bade ghar me akela hun to khana banaoun na apne liye doodh ubala ab pyaz kaat raha hun fir salan bana kar roti pakaounga chawal ki ya gandum ki