han di hm b thk han or khana b kha lia ha mane or ap sunao kesi ho or ab ap ki tbiyat kesi ha sar dard thk hoa k nai?
Anshara ankhein khol abhi subah nhi huyi dinner time hai brkfast time nhi
Wo muhabat wo wafaen kis tarah hum bhool jayen?
Ae gham e dil jee rahe hain tujhko de kar hum duaen
Jab se loota gardishon ne ishq tanha reh gaya hai
unki yaadon k alawa ab yahan kya reh gaya hai
hum se rootha hai khuda b kisko apna gham dikhayen.
Naam unka dhoondta hai ab dil dil ki dhadkano me
kat rahi hai zindagani haaye kitni uljhanon me kaash khuwabon me aa kar haalat e dil dekh jayen.
Chand aahon ka sahara chand ashkon per guzara ye b koi zindagi hai ae mere parwardigara
khud hi bakhsa pyar tune khud hi hum ko di sazaen.
Kaise kategi zindagi tere bagair tere bagair
paaounga her shay me kami tere bagair tere bagair
Phool khile to yun lage phool nahi ye daag hain
taare falak pe yun lage jaise bujhe chiraag hain aag lagaye chandni tere bagair tere bagair
Chand ghata me chhup gaya sara jahan udas hai
kehti hai dil ki dhadkanen tu kahin aas paas hai
aa dekh tadap raha hai jee tere bagair tere bagair.
Humain kya jo hersu ujale hue hain
k hum to andheron k paale hue hain
Baharon ne jane kahan phool baante
humare chaman mein khile sirf kaante
ye insaf b kya niraale hue hain
Kisi aur ka dil jo yun toot jata
to shayad khuda se b wo rooth jata
hum hi hain jo ye gham sambhaale hue hain.
bat nahi karoge to manaoge kaise di
Aag laga kar chhupne wale sun mera afsana mein geeton mein tujhe pukaroon log kahen deewana
o zalim pathar k sanam mera pyar mujhe lota de
is bhari mehfil mujhko tu chahe thukra de
tujhko tere mehal mubarak mujhko mera veerana
Sunaoun kis ko afsana na apna hai na begana
likha hai meri qismat mein jahan ki thokren khana
agar ye b nahi to fir junoon ki inteha kya hai k deewane b ab kehne lage hain mujhko deewana
bhari dunia mein is dil ko akela chhodne wale tumhain gulshan mubarak ho mujhe mera ye veerana.
Sunaoun kis ko afsana na apna hai na begana
likha hai meri qismat mein jahan ki thokren khana
agar ye b nahi to fir junoon ki inteha kya hai k deewane b ab kehne lage hain mujhko deewana
bhari dunia mein is dil ko akela chhodne wale tumhain gulshan mubarak ho mujhe mera ye veerana.
nikha koi rat main karta ha to koi evening mai or apke
hmmmm ye kaisa sawal ha di